Tute Patte Ka Dard Uski Dali Se Pucho
Dharti Ki Pyas Barsat Se Pucho
Yaad Karte Hai Hum Tumhe Kitna
Ye hum Se Nahi Tum Apne Aap Se Pucho.....!!
рдЯूрдЯे рд╣ुрдП рд╕рдкрдиों рдФрд░ рдЫूрдЯे рд╣ुрдП рдЕрдкрдиों рдиे рдЙрджाрд╕ рдХрд░ рджिрдпा......
рд╡рд░рдиा рдЦ़ुрд╢ी рдЦुрдж рд╣рдорд╕े рдоुрд╕्рдХुрд░ाрдиा рд╕ीрдЦрдиे рдЖрдпा рдХрд░рддी рдеी...!!!
Ishq K Nashay Mein Dooby
Tu Ye Jana Hum Ne K Dard Mein Tanhai Nai Hoti Magr
Tanhai Mein Bahot Dard Hota Hai......!
Zindagi Ke Safar Ko Lafzon Me Piroya Hai.....
Apni Har Shayari Ko Dard Me Bhigoya Hai....
Plz Aaj Wah Wah Na Kehna....
Qki Aaj FirYe Dil Kisi Ki Yaad Me Roya Hai.....!!!
Jo dil k Aaine mein ho wohi hai pyar k Qabil…
Wrna Deewar k Qabil to har tasweer hoti hai……..!!!
Agar Koi tumhare liye khas he to use ankho me mat rakho,
Ek din aansuo ke saath beh jayega,
use apne dil me rakho tumhari hard hadkan ke sath yaad ayega....
рдЬिрд╕рдХे рд▓िрдП рдоैँ рд╣ाрд░рддा рд╣ूँ рдмाрдЬी......!!
рд╡рд╣ी рдоेрд░े рд╕ाрдордиे рдЬीрдд рдХा рдЬрд╢्рди рдордиाрддा рд╣ैँ.....!
рдЙрд╕рдХो рдЧैрд░ो рд╕े рдмाрдд рдХрд░рддे рджेрдЦा. .
рддो рддрдХрд▓ीрдл рд╣ुрдИ. !
рдлिрд░ рдпाрдж рдЖрдпा. .
рд╣рдо рдХौрди рд╕ा рдЙрд╕рдХे рдЕрдкрдиे рдеे. !!!
Jisne Haq Diya Tha Mujhe Muskurane Ka.....
Use Shouk He Mujhe Ab Rulane Ka.....
Jo Lehro Se Chin Kar Laya Tha Kinaro Tak.......
Intezar Hai Use Ab Mere Dub Jane Ka..!